Aaja Na Ferrari Mein Lyrics by Armaan Malik is latest single track composed by musician Amaal Mallik. Its lyrics are written by Kumaar and released by T-Series.
Song: Aaja Na Ferrari Mein
Singers: Armaan Malik
Musicians: Amaal Mallik
Lyricists: Kumaar
Aaja Na Ferrari Mein Lyrics
Ik tu hi ignore kardi
Baaki kudiyan mujh pe mardi
Main taan gabhru jawan sohniye
Ankh mere sang kyun nahi lad’di x (2)
Aaja na Ferrari mein ek vaar
Main to hu taiyyari mein mere yaar
Hoga jab sunset tab main
Tujhse karoonga pyar 100 baar x (2)
Chhadd de nakhre tu maan jaa
Meri baby tu ban ja
Na na..
Chhadd de nakhre tu maan jaa
Meri baby tu ban ja
Meri feeling hurt na kar
I swear tere bin main mar jaa
No no karke tu hadd kar di
Pyar karne mein kya hai ghalti
Main taan gabhru jawan sohniye
Ankh mere sang kyun nahi lad’di
Aaja na Ferrari mein ek vaar
Main to hu taiyyari mein mere yaar
Hoga jab sunset tab main
Tujhse karoonga pyar 100 baar x (2)
Aaja na Ferrari mein ek vaar
Aaja na Ferrari mein ek vaar
Aaja na Ferrari mein ek vaar
Aaja na Ferrari mein ek vaar
Aaja aaja aaja…