Jaan-e-Bahaaraan Lyrics by Ali Zafar from Coke Studio Season 10 is a romantic song written by Tanveer Naqvi. Its composition is made by Shuja Haider while originally its was composed by Master Inayat Hussain.
Song: Jaan-e-Bahaaraan
Singers: Ali Zafar
Musicians: Shuja Haider
Lyricists: Tanveer Naqvi
Jaan-e-bahaaraan, rashke chaman
Ghuncha dahan, seemi badan
Aye..
Jaan-e-baharan, rashke chaman
Ghuncha dahan, seemi badan
Aye jaan-e-man x (2)
Jaan-e-bahaaraan
Jannat ki hoorein tujhpe fida
Raftar jaise mauje saba
Rangin adaa tauba shikan
Aye jaan-e-man, jaan-e-bahaaraan
Jaan-e-bahaaraan, rashke chaman
Ghuncha dahan, seemi badan
Rangin adaa tauba shikan
Jaan-e-bahaaraan, o jaan-e-man
Jaan-e-bahaaraan, o jaan-e-man
Nazron ne teri kiya hai sitam
Kash-e fiza ki yeh rangeeniyan
Jadoo kiya hai toone sanam
Tauba hai tauba teri adaa
Uski adaa aur husn tera
Rangeen jama aur nazuk badan
Gulmehra hum sehar-ochaman
Jaan-e-bahaaraan, o jaan-e-man
Sham-e-faroza aakhein teri
Har ik nazar mein jadoogari
Zulfein teri mushk-e-khutan
Aye jaan-e-man, jaan-e-bahaaraan
Aye naaz-parvar, naaz-aafrin
Lakhon hasin hain tujh sa nahi
Khandajabin, shirin-sukhan
Aye jaan-e-man, aye jaan-e-man
Ghuncha dahan seemi badan
Rangeen adaa tauba shikan
Har ik nazar mein hai jadoogari
Zulfein teri mushk-e-khutan
Aye naaz-parvar, naaz-aafrin
Lakhon hasin hain tujh sa nahi
Khandajabin, shirin-sukhan
Aye jaan-e-man, aye jaan-e-man
Bajwa Duet Lyrics by Bajwa, Gurlez Akhtar is new released Punjabi song, Wazir Patar has…
Dosti Lyrics from RRR Telugu by Vedala Hemachandra is new released Telugu song in his…
Voodoo Lyrics by Badshah, J Balvin, Tainy is new released Punjabi song in their voices.…
Whistle Baja 2.0 Lyrics from Heropanti 2 by Mika Singh, Neeti Mohan is new released…
Gutt Lyrics by Bohemia, Gurlez Akhtar is newly launched Punjabi song from album I Am…
Dippam Dappam Lyrics from Kaathuvaakula Rendu Kaadhal is newly launched Tamil song sung by Anthony…
This website uses cookies.