EK SIWA TERE LYRICS – Mushkil

Advertisement

Ek Siwa Tere Lyrics – Mushkil starring Rajniesh Duggal and Pooja Bisht is a romantic Hindi song sung by Md Irfan. Its music is composed by Vardan Singh and lyrics are written by Anjaan Sagri.

Ek Siwa Tere Lyrics - Mushkil

Song – Ek Siwa Tere
Movie – Mushkil
Singers – Md Irfan
Musicians – Vardan Singh
Lyricists – Anjaan Sagri

Ek Siwa Tere Lyrics

Ek siwa tere main kya sochun
Ab siwa tere mein kya dekhun
Tu mujhmein itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka yeh vaada hai
Tu mujhmein mujhse zyada hai

Hmm ek siwa tere main kya sochun
Ab siwa tere mein kya dekhun
Tu mujhmein itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka yeh vaada hai
Tu mujhmein mujhse zyada hai

Advertisement

Bekhudi ka tu sahara
Ban gaya hai in dino
Tu tasalli ka kinara
Ban gaya hai in dino

Ab tujhe paake main kya chahun
Bas tera hoke jiye jaaun
Tu meri subah ka taara hai
Khaali raaton ka ghuzara hai
Meri chahat ka yeh vaada hai
Tu mujhmein mujhse zyada hai

Meri har ik saans teri
Saans se ab judd gayi
Behte behte meri dhadkan
Teri tarfa mud gayi
Main tera saya sada paaun
Khud mein kuchh har pal naya paaun
Dil fida tujh par hamara hai
Teri khaatir sab gawara hai
Meri chahat ka ye vaada hai
Tu mujhmein mujhse zyada hai
Tu mujhmein mujhse zyada hai

Advertisement
SHARE

Facebook Conversation