JHOOM BARAABAR JHOOM LYRICS – Salman Ali | Himesh Reshammiya

Advertisement

Jhoom Baraabar Jhoom Lyrics by Salman Ali and Himesh Reshammiya is new Hindi song sung by them. Its music is given by Himesh Reshammiya while Jhoom Baraabar Jhoom song lyrics are written by Sameer Anjaan.

Jhoom Baraabar Jhoom Lyrics - Salman Ali

Jhoom Baraabar Jhoom Song Detail:

Song – Jhoom Baraabar Jhoom
Singers – Salman Ali
Musicians – Himesh Reshammiya
Lyricists – Sameer Anjaan

Jhoom Baraabar Jhoom Lyrics


Sach to yehi hai
Peene aur pilane se hi
Apna ghuzara hai
Hanste hanste apne dard ko
Bhool jaane ka
Bas yahi ek saha hai

Udhar sham doobi
Idhar jaam aaya
Udhar sham doobi
Idhar jaam aaya

Deewano ko to bas yahi kaam aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya

Deewano ko to bas yahi kaam aaya

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane

Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Kahan hai surahi kahan pe imana
Chalo shuru hain karte hai peena pilana
Koyi hai shikari koyi hai nishana
Nazar ko nazar se hai milna milana

Aane de aane de aande de
Aane de aane de maza re
Chhane de chhane de chhane de
Chhane de chhane de nasha re

Humein bekhudi mein hi aaram aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya

Advertisement

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Zamana bekhabar hai
Humein to pata hai
Hamare ghamon ki
Yahi to dawa hai

Humara sukoon to hasin mehbooba hai
Uski mohhabbat pe yeh dil fida hai

Thodi si thodi si thodi si
Thodi si masti mila de
Aankhon se aankhon se aankhon se
Aankhon se pila de

Kisi naazni ka ko paigham aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya
Deewano ko to bas yahi kaam aaya

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom baraabar jhoom deewane
Jhoom barabar jhoom

Advertisement
SHARE

Facebook Conversation