Evil = Evil Lyrics – Emiway Bantai

Advertisement

Evil = Evil Lyrics by Emiway Bantai is new released Hindi song in his voice, Emiway Bantai has made its tune. Latest Evil = Evil song lyrics are written by Emiway Bantai. Its music video is released by Emiway Bantai.

Evil = Evil Lyrics - Emiway Bantai

Evil = Evil Detail:

Song: Evil = Evil
Singers: Emiway Bantai
Musicians: Emiway Bantai
Lyricists: Emiway Bantai

Evil = Evil Lyrics


Emiway kaise ho?
Itne din kidhar pe the?
Jab tha main sath tere
Sab saale yeh dar rahe the
Miss kar rahe mujhe log
Diss kyun nahi kar rahe the
Dekh kaise tere fans ki burai kar rahe yeh

Karne de mere peechhe pad ke inhein sadne de
Mujhe nahi karna diss
Dhyan mera aage badhne mein (Kuchh bhi)
Banaya seedhi khud se busy khaali chadhne mein
Tu phirse kaye ko aaya?

Chal yahan se bhaag chal de be

Shaant ho ja beta tere ko main hi leke aaya hoon
Idhar tak pohanchne ka raste main dikhaya hoon
Sirf sabko deta pyaar kabhi tashan nahi dikhaya tu
Chahiye jaake poochh sabko pasand main hi aaya hoon

Pasand nahi aaya tu nafrat ka raah dikhaya tu
Sirf diss diss diss iske siwa kya sikhaya tu?
Motivation hustle aur commercial track banaya hoon
Jo tujhse nahi hoga kabhi bata kya hai kamaya tu?

Ha-ha-ha-ha-ha-ha
Tujhe number one beef rapper banaya hoon
Jitne bhidne aaye sab bachkanon ko dafnaya hoon

Advertisement

Poochh mat mujhe ki main maine kya kamaya hoon

Number one rapper banaya mujhe woh
Sab kuchh usne diya aur tu credit le raha kyon?
Kaye ko yed bhaga raha meri chale ja na bro
Mujhe zarurat nahi hai teri na main bechun mera soul

Harami hai yeh duniya mere bina tu kamzor
Achhayi se kaam chal jaata to hota hi nahi main born
Jaanta hoon main pak chuka hai karke tu bhi diss
Lekin nafrat ke khilaf tujhe nahi rehne doonga maun
Zeher ka ilaaj hai be zeher mein (Sach)
Sun Emiway yeh baat daal tere zehan mein
Rehan de ab jo karunga hoga baahar sehan ke
Jo bhi bhidne aayega jayega beta seham ke
Har streets pe tu jiya hai hustler tu hai mehnati
Yeh kar rahe khota pateli jeene nahi doonga chain se
Main maarun unki jo apne saamne chalega phail ke
Asal wala narak beta aaya hoon main tehal ke

Sune ke nahi baatcheet?
Meri aur uski baatcheet
Tere andar bhi ek woh hai
Aur woh abhi mere sath baitha hai (Ha ha)
Bohat harami hai woh
Harami duniya ke liye harami ban’na padta hai

Ha-ha-ha-ha-ha-ha-ha-ha

Advertisement
SHARE

Facebook Conversation